Sher
sitam ko ham karam samjhe jafa ko ham vafa samjhe
aur is par bhi na samjhe vo to us but ko khuda samjhe
S
Shauq SandelviShauq Sandelvi
sitam ko ham karam samjhe jafa ko ham vafa samjhe
aur is par bhi na samjhe vo to us but ko khuda samjhe
aah zalim ho chuki ik muntazir ki aankh band
ab tira aana na aana sab barabar ho gaya
sitam ko ham karam samjhe jafaa ko ham vafaa samjhe
aur is par bhi na samjhe vo to us but ko khudaa samjhe
aah zaalim ho chuki ik muntazir ki aankh band
ab tiraa aanaa na aanaa sab baraabar ho gayaa