Sher
"dam na nikla yaar ki na-mehrbani dekh kar sakht hairan huun main apni sakht-jani dekh kar"
S
Sheikh Bimar Ali BakhshSheikh Bimar Ali Bakhsh
"dam na nikla yaar ki na-mehrbani dekh kar sakht hairan huun main apni sakht-jani dekh kar"
"kaun pursan hai hal-e-bismil ka khalq munh dekhti hai qatil ka"
"chashm-e-dilbar ne dil-e-zar ki dildari ki aah bimar ne bimar ki gham-khvari ki"
dam na niklaa yaar ki naa-mehrbaani dekh kar
sakht hairaan huun main apni sakht-jaani dekh kar
kaun pursaan hai haal-e-bismil kaa
khalq munh dekhti hai qaatil kaa
chashm-e-dilbar ne dil-e-zaar ki dildaari ki
aah bimaar ne bimaar ki gham-khvaari ki