Sher
yuun sarapa iltija ban kar mila tha pahle roz
itni jaldi vo khuda ho ja.ega socha na tha

Siraj Ajmali
yuun sarapa iltija ban kar mila tha pahle roz
यूँ सरापा इल्तिजा बन कर मिला था पहले रोज़
use jis shab madhur avaz men gaana tha lazim
उसे जिस शब मधुर आवाज़ में गाना था लाज़िम
jo nahin hota bahut hoti hai shohrat us ki
जो नहीं होता बहुत होती है शोहरत उस की
shaam mimbar par fazilat ke bahut sanjida farhan
शाम मिम्बर पर फ़ज़ीलत के बहुत संजीदा फ़रहाँ
jis raat men na hijr ho ne vasl 'ajmali'
जिस रात में न हिज्र हो ने वस्ल 'अजमली'
ta-sub.h meri laash rahi be-kafan to kya
ता-सुब्ह मेरी लाश रही बे-कफ़न तो क्या
yuun sarapa iltija ban kar mila tha pahle roz
itni jaldi vo khuda ho ja.ega socha na tha
use jis shab madhur avaz men gaana tha lazim
rivayat hai ki us shab bhi parinda chup raha tha
jo nahin hota bahut hoti hai shohrat us ki
jo guzarti hai vo ash.ar men aati hi nahin
shaam mimbar par fazilat ke bahut sanjida farhan
sub.h-dam afsurdagi ke farsh par bikhra hua main
jis raat men na hijr ho ne vasl 'ajmali'
us raat men kahan ki ghazal jagte raho
ta-sub.h meri laash rahi be-kafan to kya
banu-e-sham nauha-kunan hi nahin hui
yuun saraapaa iltijaa ban kar milaa thaa pahle roz
itni jaldi vo khudaa ho jaaegaa sochaa na thaa
use jis shab madhur aavaaz mein gaanaa thaa laazim
rivaayat hai ki us shab bhi parinda chup rahaa thaa
jo nahin hotaa bahut hoti hai shohrat us ki
jo guzarti hai vo ashaar mein aati hi nahin
shaam mimbar par fazilat ke bahut sanjida farhaan
subh-dam afsurdagi ke farsh par bikhraa huaa main
jis raat mein na hijr ho ne vasl 'ajmali'
us raat mein kahaan ki ghazal jaagte raho
taa-subh meri laash rahi be-kafan to kyaa
baanu-e-shaam nauha-kunaan hi nahin hui