Sher
mire hunar ka use bhi na tha kuchh andaza
malal ye hai use dusri shikast hui

Tahir Faraz
mire hunar ka use bhi na tha kuchh andaza
मिरे हुनर का उसे भी न था कुछ अंदाज़ा
kya khabar thi aa.ega ik roz aisa vaqt bhi
क्या ख़बर थी आएगा इक रोज़ ऐसा वक़्त भी
jin ko nindon ki na ho chadar nasib
जिन को नींदों की न हो चादर नसीब
kaash aisa koi manzar hota
काश ऐसा कोई मंज़र होता
jail se vapas aa kar us ne pan.cho vaqt namaz paDhi
जेल से वापस आ कर उस ने पांचों वक़्त नमाज़ पढ़ी
is bulandi pe bahut tanha huun
इस बुलंदी पे बहुत तन्हा हूँ
mire hunar ka use bhi na tha kuchh andaza
malal ye hai use dusri shikast hui
kya khabar thi aa.ega ik roz aisa vaqt bhi
meri goya.i tira munh dekhti rah ja.egi
jin ko nindon ki na ho chadar nasib
un se khvabon ka hasin bistar na maang
kaash aisa koi manzar hota
mere kandhe pe tira sar hota
jail se vapas aa kar us ne pan.cho vaqt namaz paDhi
munh bhi band hue sab ke aur badnami bhi khatm hui
is bulandi pe bahut tanha huun
kaash main sab ke barabar hota
kyaa khabar thi aaegaa ik roz aisaa vaqt bhi
meri goyaai tiraa munh dekhti rah jaaegi
jab bhi TuuTaa mire khvaabon kaa hasin taaj-mahal
main ne ghabraa ke kahi 'mir' ke lahje mein ghazal
kaise maanun ki zamaane ki khabar rakhti hai
gardish-e-vaqt to bas mujh pe nazar rakhti hai
kaash aisaa koi manzar hotaa
mere kaandhe pe tiraa sar hotaa
taarikiyon ne khud ko milaayaa hai dhuup mein
saaya jo shaam kaa nazar aaya hai dhuup mein
aadmi huun vasf-e-paighambar na maang
mujh se mere dost meraa sar na maang