Sher
"nigahen milte hi yuun kaam kar jaana mohabbat ka na un ko kuchh khabar hona na mujh ko kuchh khabar hona"
T
Taish MarharviTaish Marharvi
"nigahen milte hi yuun kaam kar jaana mohabbat ka na un ko kuchh khabar hona na mujh ko kuchh khabar hona"
"shab-e-gham ka mira ik saath qissa mukhtasar hona udhar dam toDna mera idhar paida sahar hona"
nigaahein milte hi yuun kaam kar jaanaa mohabbat kaa
na un ko kuchh khabar honaa na mujh ko kuchh khabar honaa
shab-e-gham kaa miraa ik saath qissa mukhtasar honaa
udhar dam toDnaa meraa idhar paidaa sahar honaa