Sher
uf vo nazar ki sab ke liye dil-navaz hai
meri taraf uThi to talvar ho ga.i

Tajwar Najibabadi
uf vo nazar ki sab ke liye dil-navaz hai
उफ़ वो नज़र कि सब के लिए दिल-नवाज़ है
khuda mujh ko tujh se hi mahrum kar de
ख़ुदा मुझ को तुझ से ही महरूम कर दे
kahin rusva na hon ranginiyan dard-e-mohabbat ki
कहीं रुस्वा न हों रंगीनियाँ दर्द-ए-मोहब्बत की
nazar bhar ke jo dekh sakte hain tujh ko
नज़र भर के जो देख सकते हैं तुझ को
bardasht dard-e-ishq ki dushvar ho ga.i
बर्दाश्त दर्द-ए-इश्क़ की दुश्वार हो गई
dil ke pardon men chhupaya hai tire ishq ka raaz
दिल के पर्दों में छुपाया है तिरे इश्क़ का राज़
uf vo nazar ki sab ke liye dil-navaz hai
meri taraf uThi to talvar ho ga.i
khuda mujh ko tujh se hi mahrum kar de
jo kuchh aur tere siva chahta huun
kahin rusva na hon ranginiyan dard-e-mohabbat ki
mira itna khayal ai dida-e-khun-bar kar lena
nazar bhar ke jo dekh sakte hain tujh ko
main un ki nazar dekhna chahta huun
bardasht dard-e-ishq ki dushvar ho ga.i
ab zindagi bhi jaan ka azar ho ga.i
dil ke pardon men chhupaya hai tire ishq ka raaz
khalvat-e-dil men bhi parda nazar aata hai mujhe
nazar bhar ke jo dekh sakte hain tujh ko
main un ki nazar dekhnaa chaahtaa huun
aah us ki be-kasi tu na jis ke saath ho
haae us ki bandagi jis kaa tu khudaa nahin
bardaasht dard-e-ishq ki dushvaar ho gai
ab zindagi bhi jaan kaa aazaar ho gai
uf vo nazar ki sab ke liye dil-navaaz hai
meri taraf uThi to talvaar ho gai
khudaa mujh ko tujh se hi mahrum kar de
jo kuchh aur tere sivaa chaahtaa huun
kahin rusvaa na hon ranginiyaan dard-e-mohabbat ki
miraa itnaa khayaal ai dida-e-khun-baar kar lenaa