Sher
kya ajab log the guzre hain baDi shaan ke saath
raste chup hain magar naqsh-e-qadam bolte hain

Tariq Qamar
kya ajab log the guzre hain baDi shaan ke saath
क्या अजब लोग थे गुज़रे हैं बड़ी शान के साथ
ajab gharibi ke aalam men mar gaya ik shakhs
अजब ग़रीबी के आलम में मर गया इक शख़्स
har aadmi vahan masruf qahqahon men tha
हर आदमी वहाँ मसरूफ़ क़हक़हों में था
mizaj apna mila hi nahin zamane se
मिज़ाज अपना मिला ही नहीं ज़माने से
koi shikva na shikayat na vazahat koi
कोई शिकवा न शिकायत न वज़ाहत कोई
main chahta huun kabhi yuun bhi ho ki meri tarah
मैं चाहता हूँ कभी यूँ भी हो कि मेरी तरह
kya ajab log the guzre hain baDi shaan ke saath
raste chup hain magar naqsh-e-qadam bolte hain
ajab gharibi ke aalam men mar gaya ik shakhs
ki sar pe taaj tha daman men ik dua bhi na thi
har aadmi vahan masruf qahqahon men tha
ye ansuon ki kahani kise sunate ham
mizaj apna mila hi nahin zamane se
na main hua kabhi is ka na ye zamana mira
koi shikva na shikayat na vazahat koi
mez se bas miri tasvir haTa di us ne
main chahta huun kabhi yuun bhi ho ki meri tarah
vo mujh ko DhunDne nikle magar na paa.e mujhe
jaise mumkin ho in ashkon ko bachaao 'taariq'
shaam aai to charaaghon ki zarurat hogi
is lahje se baat nahin ban paaegi
talvaaron se kaise kaanTe nikleinge
phir aaj bhuuk hamaaraa shikaar kar legi
ki raat ho gai dariyaa mein jaal Daale hue
koi shikva na shikaayat na vazaahat koi
mez se bas miri tasvir haTaa di us ne
mizaaj apnaa milaa hi nahin zamaane se
na main huaa kabhi is kaa na ye zamaana miraa
saath hone ke yaqin mein bhi mire saath ho tum
aur na hone ke bhi imkaan mein rakkhaa hai tumhein