Sher
zara sambhalun bhi to vo ankhon se pila deta hai
mera mahbub mujhe hosh men rahne nahin deta

Tauqeer Ahmad
zara sambhalun bhi to vo ankhon se pila deta hai
ज़रा सँभलूँ भी तो वो आँखों से पिला देता है
zaban khamosh magar nazron men ujala dekha
ज़बाँ ख़ामोश मगर नज़रों में उजाला देखा
yuun achanak na zulfen bikhera karo
यूँ अचानक न ज़ुल्फ़ें बिखेरा करो
aaj ki raat mujhe hosh men rahne do abhi
आज की रात मुझे होश में रहने दो अभी
is qadar TuuT kar meri nazron men na dekho varna
इस क़दर टूट कर मेरी नज़रों में न देखो वर्ना
nadan mera dil bahak jaa.e na kahin
नादान मेरा दिल बहक जाए न कहीं
zara sambhalun bhi to vo ankhon se pila deta hai
mera mahbub mujhe hosh men rahne nahin deta
zaban khamosh magar nazron men ujala dekha
us ka iz.har-e-mohabbat bhi nirala dekha
yuun achanak na zulfen bikhera karo
dil to nadan hai bahak bhi sakta hai
aaj ki raat mujhe hosh men rahne do abhi
aaj ki raat koi ankhon se pila.ega mujhe
is qadar TuuT kar meri nazron men na dekho varna
tumhari nazron ko meri nazron ki nazar na lag jaa.e
nadan mera dil bahak jaa.e na kahin
shanon pe gesuon ko bikhera na kijiye
naadaan meraa dil bahak jaae na kahin
shaanon pe gesuon ko bikheraa na kijiye
zabaan khaamosh magar nazron mein ujaalaa dekhaa
us kaa izhaar-e-mohabbat bhi niraalaa dekhaa
is qadar TuuT kar meri nazron mein na dekho varna
tumhaari nazron ko meri nazron ki nazar na lag jaae
maza to ishq kaa tab hai ki ek pal ko sahi
jhuki nazar vo uThaa dein aur main salaam karun
zaraa sambhalun bhi to vo aankhon se pilaa detaa hai
meraa mahbub mujhe hosh mein rahne nahin detaa
aaj ki raat mujhe hosh mein rahne do abhi
aaj ki raat koi aankhon se pilaaegaa mujhe