Sher
bura sahi main pa niyat buri nahin meri
mire gunah bhi kar-e-savab men likhna

Umar Ansari
bura sahi main pa niyat buri nahin meri
बुरा सही मैं प नीयत बुरी नहीं मेरी
vo chup lagi hai ki hansta hai aur na rota hai
वो चुप लगी है कि हँसता है और न रोता है
jo tiir aaya gale mil ke dil se lauT gaya
जो तीर आया गले मिल के दिल से लौट गया
musafiron se mohabbat ki baat kar lekin
मुसाफ़िरों से मोहब्बत की बात कर लेकिन
bahar bahar sannaTa hai andar andar shor bahut
बाहर बाहर सन्नाटा है अंदर अंदर शोर बहुत
chhup kar na rah sakega vo ham se ki us ko ham
छुप कर न रह सकेगा वो हम से कि उस को हम
bura sahi main pa niyat buri nahin meri
mire gunah bhi kar-e-savab men likhna
vo chup lagi hai ki hansta hai aur na rota hai
ye ho gaya hai khuda jaane dil ko raat se kya
jo tiir aaya gale mil ke dil se lauT gaya
vo apne fan men main apne hunar men tanha tha
musafiron se mohabbat ki baat kar lekin
musafiron ki mohabbat ka e'tibar na kar
bahar bahar sannaTa hai andar andar shor bahut
dil ki ghani basti men yaaro aan base hain chor bahut
chhup kar na rah sakega vo ham se ki us ko ham
pahchan lenge us ki kisi ik ada se bhi
aksar huaa hai ye ki khud apni talaash mein
aage nikal gae hain had-e-maa-sivaa se bhi
baahar baahar sannaaTaa hai andar andar shor bahut
dil ki ghani basti mein yaaro aan base hain chor bahut
uThaa ye shor vahin se sadaaon kaa kyun-kar
vo aadmi to sunaa apne ghar mein tanhaa thaa
buraa sahi main pa niyat buri nahin meri
mire gunaah bhi kaar-e-savaab mein likhnaa
chhup kar na rah sakegaa vo ham se ki us ko ham
pahchaan leinge us ki kisi ik adaa se bhi
us ik diye se hue kis qadar diye raushan
vo ik diyaa jo kabhi baam-o-dar mein tanhaa thaa