Sher
ham aaj rah-e-tamanna men ji ko haar aa.e
na dard-o-gham ka bharosa raha na duniya ka

Waheed Quraishi
ham aaj rah-e-tamanna men ji ko haar aa.e
na dard-o-gham ka bharosa raha na duniya ka
pahunch ga.e hain ham aise dayar men ki 'vahid'
jahan gunah to lazim hai nekiyan barbad
'vahid' kar-e-siyasat hai kar-e-be-karan
zaban ko rok lo qaa.em rahe adab ka vaqar
ham aaj raah-e-tamannaa mein ji ko haar aae
na dard-o-gham kaa bharosaa rahaa na duniyaa kaa
pahunch gae hain ham aise dayaar mein ki 'vahid'
jahaan gunaah to laazim hai nekiyaan barbaad
'vahid' kaar-e-siyaasat hai kaar-e-be-kaaraan
zabaan ko rok lo qaaem rahe adab kaa vaqaar