"chahta hai is jahan men gar bahisht ja tamasha dekh us rukhsar ka"

Wali Dakni
Wali Dakni
Sherशेर
See all 27 →chahta hai is jahan men gar bahisht
चाहता है इस जहाँ में गर बहिश्त
phir meri khabar lene vo sayyad na aaya
फिर मेरी ख़बर लेने वो सय्याद न आया
muflisi sab bahar khoti hai
मुफ़लिसी सब बहार खोती है
jise ishq ka tiir kaari lage
जिसे इश्क़ का तीर कारी लगे
aaj tujh yaad ne ai dilbar-e-shirin-harakat
आज तुझ याद ने ऐ दिलबर-ए-शीरीं-हरकात
kiya mujh ishq ne zalim kuun aab ahista ahista
किया मुझ इश्क़ ने ज़ालिम कूँ आब आहिस्ता आहिस्ता
Popular Sher & Shayari
54 total"phir meri khabar lene vo sayyad na aaya shayad ki mira haal use yaad na aaya"
"muflisi sab bahar khoti hai mard ka e'tibar khoti hai"
"jise ishq ka tiir kaari lage use zindagi kyuun na bhari lage"
"aaj tujh yaad ne ai dilbar-e-shirin-harakat aah ko dil ke upar tesha-e-farhad kiya"
"kiya mujh ishq ne zalim kuun aab ahista ahista ki atish gul kuun karti hai gulab ahista ahista"
yaad karnaa har ghaDi tujh yaar kaa
hai vazifa mujh dil-e-bimaar kaa
phir meri khabar lene vo sayyaad na aayaa
shaayad ki miraa haal use yaad na aayaa
kiyaa mujh ishq ne zaalim kuun aab aahista aahista
ki aatish gul kuun karti hai gulaab aahista aahista
dil-e-ushshaaq kyuun na ho raushan
jab khayaal-e-sanam charaagh huaa
gul hue gharq aab-e-shabnam mein
dekh us saahib-e-hayaa ki adaa
har zarra us ki chashm mein labrez-e-nur hai
dekhaa hai jis ne husn-e-tajalli bahaar kaa
Ghazalग़ज़ल
tujh lab ki sifat laal-e-badakhshaan suun kahungaa
तुझ लब की सिफ़त ला'ल-ए-बदख़्शाँ सूँ कहूँगा
shaghl behtar hai ishq-baazi kaa
शग़्ल बेहतर है इश्क़-बाज़ी का
yaad karnaa har ghaDi us yaar kaa
याद करना हर घड़ी उस यार का
jise ishq kaa tiir kaari lage
जिसे इश्क़ का तीर कारी लगे
khub-ru khuub kaam karte hain
ख़ूब-रू ख़ूब काम करते हैं
muflisi sab bahaar khoti hai
मुफ़्लिसी सब बहार खोती है





