Sher
dasht phir kyon nahin rahe abad
abr azad hai hava mahfuz

Yahya Khan Yusuf Zai
dasht phir kyon nahin rahe abad
abr azad hai hava mahfuz
jo hava ki panah men aa.e
vahi rah ja.ega diya mahfuz
shahr ke shahr ko bimar bana rakha hai
aag lag jaa.e tire kar-e-masiha.i ko
dasht phir kyon nahin rahe aabaad
abr aazaad hai havaa mahfuz
shahr ke shahr ko bimaar banaa rakhaa hai
aag lag jaae tire kaar-e-masihaai ko
jo havaa ki panaah mein aae
vahi rah jaaegaa diyaa mahfuz