Sher
"aisa gulshan ki siyasat ne kiya hai paband ham asiran-e-qafas aah bhi karne ke nahin"

Zafar Ahmad Siddiqi
"aisa gulshan ki siyasat ne kiya hai paband ham asiran-e-qafas aah bhi karne ke nahin"
"jada-e-rah-e-mohabbat ki darazi mat puchh manzil-e-shauq ka har zarra bayaban nikla"
aisaa gulshan ki siyaasat ne kiyaa hai paaband
ham asiraan-e-qafas aah bhi karne ke nahin
jaada-e-raah-e-mohabbat ki daraazi mat puchh
manzil-e-shauq kaa har zarra bayaabaan niklaa