Sher
is qadar qahqahe hain duniya men
sharm aati hai mujh ko rote hue

Zahoor Minhas
is qadar qahqahe hain duniya men
इस क़दर क़हक़हे हैं दुनिया में
du'a hai ye raqib bhi miri tarah hi khvar ho
दु'आ है ये रक़ीब भी मिरी तरह ही ख़्वार हो
kahin kahin se jo kapDon men bhi nahin Dhalta
कहीं कहीं से जो कपड़ों में भी नहीं ढलता
'zahur' karna hai ran mubaddal-ba-kisht mujh ko
'ज़हूर' करना है रन मुबद्दल-ब-किश्त मुझ को
ye to insaniyat ko Thokar hai
ये तो इंसानियत को ठोकर है
fikr-e-tajdid-e-hijr hai varna
फ़िक्र-ए-तज्दीद-ए-हिज्र है वर्ना
is qadar qahqahe hain duniya men
sharm aati hai mujh ko rote hue
du'a hai ye raqib bhi miri tarah hi khvar ho
main chahta huun aap ki raqib se bani rahe
kahin kahin se jo kapDon men bhi nahin Dhalta
main us badan ko bhi she'ron men Dhaal leta huun
'zahur' karna hai ran mubaddal-ba-kisht mujh ko
main apni talvar kuuT kar hal bana raha huun
ye to insaniyat ko Thokar hai
aadmi aadmi ka naukar hai
fikr-e-tajdid-e-hijr hai varna
kab mujhe vasl ki zarurat hai
fikr-e-tajdid-e-hijr hai varna
kab mujhe vasl ki zarurat hai
ye to insaaniyat ko Thokar hai
aadmi aadmi kaa naukar hai
vo thak gai thi bhiiD mein chalte hue 'zahur'
us ke badan pe an-ginat aankhon kaa bojh thaa
koi bhi hal nahin udaasi kaa
mujh se kamre ne baarhaa puchhaa
tamaam shahr mein baarish ki dhaak baiTh gai
jo uD rahi thi havaaon mein khaak baiTh gai
gaaDi mein bhi ghar ko soche jaataa huun
gaaDi aage aur main pichhe jaataa huun