Sher
ye taraqqi ka zamana hai tire ashiq par
ungliyan uThti thiin ab haath uTha karte hain

Zareef Jabalpuri
ye taraqqi ka zamana hai tire ashiq par
ये तरक़्क़ी का ज़माना है तिरे आशिक़ पर
'zarif' anjam kya hoga jo mera dil bhi kho jaa.e
,ज़रीफ़' अंजाम क्या होगा जो मेरा दिल भी खो जाए
bahut tang aa ga.e jab machchharon ki Dank-mari se
बहुत तंग आ गए जब मच्छरों की डंक-मारी से
kisi machchhar ne baDh kar hazrat-e-'makhmur' ko kaaTa
किसी मच्छर ने बढ़ कर हज़रत-ए-'मख़मूर' को काटा
ye taraqqi ka zamana hai tire ashiq par
ungliyan uThti thiin ab haath uTha karte hain
'zarif' anjam kya hoga jo mera dil bhi kho jaa.e
kahin aisa na ho, mujh ko bhi filmi ishq ho jaa.e
bahut tang aa ga.e jab machchharon ki Dank-mari se
to sab sha.er taDap uTThe nihayat be-qarari se
kisi machchhar ne baDh kar hazrat-e-'makhmur' ko kaaTa
khumar utra to chhaya alam-e-hasti men sannaTa
ye taraqqi kaa zamaana hai tire aashiq par
ungliyaan uThti thiin ab haath uThaa karte hain
'zarif' anjaam kyaa hogaa jo meraa dil bhi kho jaae
kahin aisaa na ho, mujh ko bhi filmi ishq ho jaae
bahut tang aa gae jab machchharon ki Dank-maari se
to sab shaaer taDap uTThe nihaayat be-qaraari se
kisi machchhar ne baDh kar hazrat-e-'makhmur' ko kaaTaa
khumaar utraa to chhaayaa aalam-e-hasti mein sannaaTaa