SHAWORDS

jatan to khuub kiye us ne Taalne ke magar — Asif Raza

HomeAsif RazaShayari
jatan to khuub kiye us ne Taalne ke magar
main us ki bazm se us ke javaab tak na uThaa
Urdu

جتن تو خوب کیے اس نے ٹالنے کے مگر
میں اس کی بزم سے اس کے جواب تک نہ اٹھا

Hindi

जतन तो ख़ूब किए उस ने टालने के मगर
मैं उस की बज़्म से उस के जवाब तक न उठा

Asif Raza
Asif Raza
Asif Raza
poet15 quotes