ansuon ko fuzul mat samjho
ye baDe qimti sahare hain

Asif Raza
Asif Raza
Sherशेर
See all 9 →ansuon ko fuzul mat samjho
आँसुओं को फ़ुज़ूल मत समझो
ye dil men vasvasa kya pal raha hai
ये दिल में वसवसा क्या पल रहा है
ta-ki na nigahon ko andhere nazar aa.en
ता-कि न निगाहों को अंधेरे नज़र आएँ
ajnabi mujh se aa gale mil le
अजनबी मुझ से आ गले मिल ले
jatan to khuub kiye us ne Talne ke magar
जतन तो ख़ूब किए उस ने टालने के मगर
bhuul baiTha huun main zamane ko
भूल बैठा हूँ मैं ज़माने को
Popular Sher & Shayari
18 totalye dil men vasvasa kya pal raha hai
tira milna bhi mujh ko khal raha hai
ta-ki na nigahon ko andhere nazar aa.en
a.ina ujalon ne ye chamkaya hua hai
ajnabi mujh se aa gale mil le
aaj ik dost yaad aa.e mujhe
jatan to khuub kiye us ne Talne ke magar
main us ki bazm se us ke javab tak na uTha
bhuul baiTha huun main zamane ko
ab zamana bhi bhuul jaa.e mujhe
ye dil mein vasvasa kyaa pal rahaa hai
tiraa milnaa bhi mujh ko khal rahaa hai
bhuul baiThaa huun main zamaane ko
ab zamaana bhi bhuul jaae mujhe
teraa meraa hai gumaan kaa rishta
tu hai meri tiri ijaad huun main
aansuon ko fuzul mat samjho
ye baDe qimti sahaare hain
ajnabi mujh se aa gale mil le
aaj ik dost yaad aae mujhe
jatan to khuub kiye us ne Taalne ke magar
main us ki bazm se us ke javaab tak na uThaa
Ghazalग़ज़ल
dil aur tarah aaj to ghabraayaa huaa hai
दिल और तरह आज तो घबराया हुआ है
dil-girafta huun jahaan-shaad huun main
दिल-गिरफ़्ता हूँ जहाँ-शाद हूँ मैं
safina gharq huaa meraa yuun khamoshi se
सफ़ीना ग़र्क़ हुआ मेरा यूँ ख़मोशी से
ye miri bazm nahin hai lekin
ये मिरी बज़्म नहीं है लेकिन
ye dil mein vasvasa kyaa pal rahaa hai
ये दिल में वसवसा क्या पल रहा है
saahil-e-intizaar mein tanhaa
साहिल-ए-इंतिज़ार में तन्हा





