Shayari
hamaare aansu kisi Thikaane to lag rahe hain
furaat ke bad-nasib paani kaa kyaa banegaa
tujhe pata thaa main tere baghair kuchh bhi nahin
zaraa taras bhi na aaya tujhe bichhaDte hue
تجھے پتہ تھا میں تیرے بغیر کچھ بھی نہیں
ذرا ترس بھی نہ آیا تجھے بچھڑتے ہوئے
तुझे पता था मैं तेरे बग़ैर कुछ भी नहीं
ज़रा तरस भी न आया तुझे बिछड़ते हुए

hamaare aansu kisi Thikaane to lag rahe hain
furaat ke bad-nasib paani kaa kyaa banegaa
tumhaari aankhon pe nazm kahne se pahle ham ne bhigoi aankhein
sunaa huaa thaa zamin nam ho to achchhi hoti hai kaasht-kaari
ham aise log zaaea ho rahe hain
khudaa chup-chaap dekhe jaa rahaa hai
us ke meaar par khudaa laae
us nazar tak to aa gae hain ham
sitaare dekhne vaale hamein bataate hain
hamaare honT tumhaari jabin ko tarseinge
ye saath gaanv mein ek chhoTaa saa kaam hai bas
miri udaasi udaas mat ho main aa rahaa huun