band aankhon mein saaraa tamaasha dekh rahaa thaa — Iqbal Khusro Qadri
band aankhon mein saaraa tamaasha dekh rahaa thaa
rasta rasta meraa rasta dekh rahaa thaa
Urdu
بند آنکھوں میں سارا تماشہ دیکھ رہا تھا
رستہ رستہ میرا رستہ دیکھ رہا تھا
Hindi
बंद आँखों में सारा तमाशा देख रहा था
रस्ता रस्ता मेरा रस्ता देख रहा था
I
Iqbal Khusro Qadri
Iqbal Khusro Qadri
poet9 quotes