Shayari
ye faiz-e-ishq thaa ki hui har khataa muaaf
vo khush na ho sake to khafaa bhi na ho sake
maujudgi-e-jannat-o-dozakh se hai ayaan
rahmat hai ek bahr magar be-karaan nahin
موجودگئ جنت و دوزخ سے ہے عیاں
رحمت ہے ایک بحر مگر بیکراں نہیں
मौजूदगी-ए-जन्नत-ओ-दोज़ख़ से है अयाँ
रहमत है एक बहर मगर बे-कराँ नहीं
