Sher
ye faiz-e-ishq tha ki hui har khata muaaf
vo khush na ho sake to khafa bhi na ho sake

Makhmoor Jalandhari
ye faiz-e-ishq tha ki hui har khata muaaf
vo khush na ho sake to khafa bhi na ho sake
go umr bhar na mil sake aapas men ek baar
ham ek dusre se juda bhi na ho sake
maujudgi-e-jannat-o-dozakh se hai ayaan
rahmat hai ek bahr magar be-karan nahin
ye faiz-e-ishq thaa ki hui har khataa muaaf
vo khush na ho sake to khafaa bhi na ho sake
go umr bhar na mil sake aapas mein ek baar
ham ek dusre se judaa bhi na ho sake
maujudgi-e-jannat-o-dozakh se hai ayaan
rahmat hai ek bahr magar be-karaan nahin
ziist ki har rahguzar par hashr barpaa chaahiye
ज़ीस्त की हर रहगुज़र पर हश्र बरपा चाहिए
jis ko na dil pe naaz ho naaz tire uThaae kyuun
जिस को न दिल पे नाज़ हो नाज़ तिरे उठाए क्यूँ
mujh se shakeb-e-qalb kaa saamaan na ho sakaa
मुझ से शकेब-ए-क़ल्ब का सामाँ न हो सका
josh ubaltaa hai pighalti hai tamannaa dil mein
जोश उबलता है पिघलती है तमन्ना दिल में
mohabbat be-niyaaz-e-maa-sivaa hai
मोहब्बत बे-नियाज़-ए-मा-सिवा है
ham aql pe ulfat mein bharosaa nahin karte
हम अक़्ल पे उल्फ़त में भरोसा नहीं करते