SHAWORDS

mujh ko rote dekh kar paas aae vo tafhim ko — Munshi Khairati Laal Shagufta

mujh ko rote dekh kar paas aae vo tafhim ko
kyuun na dil se duun duaaein apne ghain o miim ko
Urdu

مجھ کو روتے دیکھ کر پاس آئے وہ تفہیم کو
کیوں نہ دل سے دوں دعائیں اپنے غین و میم کو

Hindi

मुझ को रोते देख कर पास आए वो तफ़्हीम को
क्यूँ न दिल से दूँ दुआएँ अपने ग़ैन ओ मीम को

M
Munshi Khairati Laal Shagufta
Munshi Khairati Laal Shagufta
poet32 quotes