sarak ai mauj salaamat to rah-e-saahil le — Mushafi Ghulam Hamdani
sarak ai mauj salaamat to rah-e-saahil le
tujh ko kyaa kaam jo kashti miri tufaan mein hai
Urdu
سرک اے موج سلامت تو رہ ساحل لے
تجھ کو کیا کام جو کشتی مری طوفان میں ہے
Hindi
सरक ऐ मौज सलामत तो रह-ए-साहिल ले
तुझ को क्या काम जो कश्ती मिरी तूफ़ान में है

Mushafi Ghulam Hamdani
Mushafi Ghulam Hamdani
poet836 quotes