SHAWORDS

is qadar musalsal thiin shiddatein judaai ki — Ahmad Faraz

HomeAhmad FarazShayari
is qadar musalsal thiin shiddatein judaai ki
aaj pahli baar us se main ne bevafaai ki
Urdu

اس قدر مسلسل تھیں شدتیں جدائی کی
آج پہلی بار اس سے میں نے بے وفائی کی

Hindi

is qadar musalsal thiiñ shiddateñ judā.ī kī
aaj pahlī baar us se maiñ ne bevafā.ī kī

Ahmad Faraz
Ahmad Faraz
احمد فراز
poet327 quotes