SHAWORDS

main ne hansne ki aziyyat jhel li royaa nahin — Siddique Mujibi

HomeSiddique MujibiShayari
main ne hansne ki aziyyat jhel li royaa nahin
ye saliqa bhi koi aasaan jiine kaa na thaa
Urdu

میں نے ہنسنے کی اذیت جھیل لی رویا نہیں
یہ سلیقہ بھی کوئی آسان جینے کا نہ تھا

Hindi

मैं ने हँसने की अज़िय्यत झेल ली रोया नहीं
ये सलीक़ा भी कोई आसान जीने का न था

Siddique Mujibi
Siddique Mujibi
Siddique Mujibi
poet20 quotes