Shayari
savaal-e-vasl pe ik baar aur ghaur karein
bajaa ki soch liyaa hai durust hai phir bhi
vo kah rahaa thaa buraai buraai janti hai
so us ke vaaste le kar kanval gayaa huun main
وہ کہہ رہا تھا برائی برائی جنتی ہے
سو اس کے واسطے لے کر کنول گیا ہوں میں
वो कह रहा था बुराई बुराई जन्ती है
सो उस के वास्ते ले कर कँवल गया हूँ मैं

savaal-e-vasl pe ik baar aur ghaur karein
bajaa ki soch liyaa hai durust hai phir bhi
main jo kahtaa huun mujh se duur raho
ye nasihat hai iltimaas nahin
tumhaari baat se itnaa bhi dukh nahin pahunchaa
magar jo pahunchaa tumhaari vazaahaton se mujhe
pahle bhi jis pe mire sabr ki had khatm hui
tu ne kar di naa vahi baat dobaara mire dost
hamaari baat kaaTi jaa rahi hai
kisi kaa hausla baDhtaa rahaa hai
hijr hogaa na koi hijr kaa nauha hogaa
baaz aate hain mohabbat se jo hogaa hogaa