jo bhi narmi hai khayaalon mein na hone se hai — Tauseef Tabassum
jo bhi narmi hai khayaalon mein na hone se hai
khvaab aankhon se nikal jaaein to patthar ho jaaein
Urdu
جو بھی نرمی ہے خیالوں میں نہ ہونے سے ہے
خواب آنکھوں سے نکل جائیں تو پتھر ہو جائیں
Hindi
जो भी नरमी है ख़यालों में न होने से है
ख़्वाब आँखों से निकल जाएँ तो पत्थर हो जाएँ

Tauseef Tabassum
Tauseef Tabassum
poet10 quotes