Sher
dil bayaz-e-umr ki auraq-gardani men hai
kya khabar hai kaun sa safha khula rah ja.ega

Tauseef Tabassum
dil bayaz-e-umr ki auraq-gardani men hai
दिल बयाज़-ए-उम्र की औराक़-गर्दानी में है
paanv men lipTi hui hai sab ke zanjir-e-ana
पाँव में लिपटी हुई है सब के ज़ंजीर-ए-अना
achchha hai ki sirf ishq kiije
अच्छा है कि सिर्फ़ इश्क़ कीजे
shauq kahta hai ki har jism ko sajda kiije
शौक़ कहता है कि हर जिस्म को सज्दा कीजे
dil ki baazi haar ke ro.e ho to ye bhi sun rakkho
दिल की बाज़ी हार के रोए हो तो ये भी सुन रक्खो
kaun se dukh ko palle bandhen kis gham ko tahrir karen
कौन से दुख को पल्ले बाँधें किस ग़म को तहरीर करें
dil bayaz-e-umr ki auraq-gardani men hai
kya khabar hai kaun sa safha khula rah ja.ega
paanv men lipTi hui hai sab ke zanjir-e-ana
sab musafir hain yahan lekin safar men kaun hai
achchha hai ki sirf ishq kiije
ye umr to yuun bhi ra.egan hai
shauq kahta hai ki har jism ko sajda kiije
aankh kahti hai ki tu ne abhi dekha kya hai
dil ki baazi haar ke ro.e ho to ye bhi sun rakkho
aur abhi tum pyaar karoge aur abhi pachhtaoge
kaun se dukh ko palle bandhen kis gham ko tahrir karen
yaan to dard siva hota hai aur bhi arz-e-hal ke ba.ad
kyaa ye sach hai ki khizaan mein bhi chaman khilte hain
mere daaman mein lahu hai to mahaktaa kyaa hai
dil bayaaz-e-umr ki auraaq-gardaani mein hai
kyaa khabar hai kaun saa safha khulaa rah jaaegaa
kaun se dukh ko palle baandhein kis gham ko tahrir karein
yaan to dard sivaa hotaa hai aur bhi arz-e-haal ke baad
jo bhi narmi hai khayaalon mein na hone se hai
khvaab aankhon se nikal jaaein to patthar ho jaaein
dukh jhelo to ji kaDaa hi rakhnaa
dil hai to hisaab-e-dostaan hai
paanv mein lipTi hui hai sab ke zanjir-e-anaa
sab musaafir hain yahaan lekin safar mein kaun hai