Sher
biich dariya men utar kar dekhiye
'ishq-dariya men kinare kuchh nahin

Aamir Rahmati
biich dariya men utar kar dekhiye
'ishq-dariya men kinare kuchh nahin
ham jaison ko bas itni ijazat hai mire dost
ham dekh hi sakte hain pasand aaya hua shakhs
haTa kar phuul kanTe hi bichha do
hamen chalne men diqqat ho rahi hai
rokiye rokiye sarkar ise
aankh talvar hui jaati hai
haTaa kar phuul kaanTe hi bichhaa do
hamein chalne mein diqqat ho rahi hai
biich dariyaa mein utar kar dekhiye
'ishq-dariyaa mein kinaare kuchh nahin
ham jaison ko bas itni ijaazat hai mire dost
ham dekh hi sakte hain pasand aayaa huaa shakhs
rokiye rokiye sarkaar ise
aankh talvaar hui jaati hai
tum saath to bahaar zamaane ki talkhiyaan
तुम साथ तो बहार ज़माने की तल्ख़ियाँ
kaho to kyaa ye masala hai 'ain shiin qaaf kaa
कहो तो क्या ये मसअला है 'ऐन शीन क़ाफ़ का
kaun kahve hai nasim-e-sahari aave hai
कौन कहवे है नसीम-ए-सहरी आवे है
kisi ko yaad taDpaae tumhein kyaa
किसी को याद तड़पाए तुम्हें क्या
jab bhi dil be-qaraar hotaa hai
जब भी दिल बे-क़रार होता है