Sher
abr-e-bahar bad-e-saba apni raah len
majnun ko ka.enat kisi kaam ki nahin

Abdullah Saqib
abr-e-bahar bad-e-saba apni raah len
majnun ko ka.enat kisi kaam ki nahin
jalte dil ko raam kiya to yaad aaya
ulTi cigarette raakh hui be-dhyani men
kaun sunta hai aap ki avaz
kya zarurat hai be-zabani ki
ab to mira shabab khizaon ki nazr hai
ab chashm-e-iltifat kisi kaam ki nahin
abr-e-bahaar baad-e-sabaa apni raah lein
majnun ko kaaenaat kisi kaam ki nahin
jalte dil ko raam kiyaa to yaad aayaa
ulTi cigarette raakh hui be-dhyaani mein
kaun suntaa hai aap ki aavaaz
kyaa zarurat hai be-zabaani ki
ab to miraa shabaab khizaaon ki nazr hai
ab chashm-e-iltifaat kisi kaam ki nahin
maa'siyat raah ki divaar hui jaati hai
मा'सियत राह की दीवार हुई जाती है
sitam-rasida huun mujh par vo irtikaaz kare
सितम-रसीदा हूँ मुझ पर वो इर्तिकाज़ करे
dil ko tire khayaal mein hal kar diyaa gayaa
दिल को तिरे ख़याल में हल कर दिया गया
dil se sunegaa kaun yahaan par bayaan-e-dil
दिल से सुनेगा कौन यहाँ पर बयान-ए-दिल
tuur dekhaa bhi nahin parda-kushaai bhi nahin
तूर देखा भी नहीं पर्दा-कुशाई भी नहीं
khil uThe chehra-e-gumnaam jab us ne dekhaa
खिल उठे चेहरा-ए-गुमनाम जब उस ने देखा