Sher
"bahut dubli bahut patli hayati hoti jaati hai chapati rafta rafta kaghzati hoti jaati hai"

Abeer AbuZari
"bahut dubli bahut patli hayati hoti jaati hai chapati rafta rafta kaghzati hoti jaati hai"
"mili hai hukmrani des ki jab parsaon ko to apni qaum kyuun phir vardati hoti jaati hai"
"abhi to tujhe ek phenTi lagi hai abhi to tire imtihan aur bhi hain"
mili hai hukmraani des ki jab paarsaaon ko
to apni qaum kyuun phir vaardaati hoti jaati hai
bahut dubli bahut patli hayaati hoti jaati hai
chapaati rafta rafta kaaghzaati hoti jaati hai
abhi to tujhe ek pheinTi lagi hai
abhi to tire imtihaan aur bhi hain