ham bahar haal dil o jaan se tumhare hote
tum bhi ik-adh ghaDi kaash hamare hote

Adeem Hashmi
Adeem Hashmi
Sherशेर
See all 19 →ham bahar haal dil o jaan se tumhare hote
हम बहर हाल दिल ओ जाँ से तुम्हारे होते
bichhaD ke tujh se na dekha gaya kisi ka milap
बिछड़ के तुझ से न देखा गया किसी का मिलाप
yaad kar ke aur bhi taklif hoti thi 'adim'
याद कर के और भी तकलीफ़ होती थी 'अदीम'
vo ki khushbu ki tarah phaila tha mere char-su
वो कि ख़ुशबू की तरह फैला था मेरे चार-सू
maah achchha hai bahut hi na ye saal achchha hai
माह अच्छा है बहुत ही न ये साल अच्छा है
kaTi hui hai zamin koh se samundar tak
कटी हुई है ज़मीं कोह से समुंदर तक
Popular Sher & Shayari
38 totalbichhaD ke tujh se na dekha gaya kisi ka milap
uDa diye hain parinde shajar pe baiThe hue
yaad kar ke aur bhi taklif hoti thi 'adim'
bhuul jaane ke siva ab koi bhi chara na tha
vo ki khushbu ki tarah phaila tha mere char-su
main use mahsus kar sakta tha chhu sakta na tha
maah achchha hai bahut hi na ye saal achchha hai
phir bhi har ek se kahta huun ki haal achchha hai
kaTi hui hai zamin koh se samundar tak
mila hai ghaao ye dariya ko rasta de kar
faasle aise bhi honge ye kabhi sochaa na thaa
saamne baiThaa thaa mere aur vo meraa na thaa
ik khilaunaa TuuT jaaegaa nayaa mil jaaegaa
main nahin to koi tujh ko dusraa mil jaaegaa
kaTi hui hai zamin koh se samundar tak
milaa hai ghaao ye dariyaa ko raasta de kar
kyuun parakhte ho savaalon se javaabon ko 'adim'
honT achchhe hon to samjho ki savaal achchhaa hai
huaa hai jo sadaa us ko nasibon kaa likhaa samjhaa
'adim' apne kiye par mujh ko pachhtaanaa nahin aataa
mire hamraah garche duur tak logon ki raunaq hai
magar jaise koi kam hai kabhi milne chale aao
Ghazalग़ज़ल
taalluq apni jagah tujh se barqaraar bhi hai
तअल्लुक़ अपनी जगह तुझ से बरक़रार भी है
rakht-e-safar yunhi to na bekaar le chalo
रख़्त-ए-सफ़र यूँही तो न बेकार ले चलो
gham ke har ik rang se mujh ko shanaasaa kar gayaa
ग़म के हर इक रंग से मुझ को शनासा कर गया
kis havaale se mujhe kis kaa pataa yaad aayaa
किस हवाले से मुझे किस का पता याद आया
kyuun mire lab pe vafaaon kaa savaal aa jaae
क्यूँ मिरे लब पे वफ़ाओं का सवाल आ जाए
dil ajab gumbad ki jis mein ik kabutar bhi nahin
दिल अजब गुम्बद कि जिस में इक कबूतर भी नहीं





