tere pahlu men zara der ko susta lunga
tujh tak aa pahuncha agar niind men chalta hua main

Adnan Mohsin
Adnan Mohsin
Sherशेर
tere pahlu men zara der ko susta lunga
तेरे पहलू में ज़रा देर को सुस्ता लूँगा
ghurur-e-tishna-dahani tiri baqa ki qasam
ग़ुरूर-ए-तिश्ना-दहानी तिरी बक़ा की क़सम
magar main zaat ke sahra men mahv-e-raqs raha
मगर मैं ज़ात के सहरा में महव-ए-रक़्स रहा
pairon se Takrate hain jab jhonke sard havaon ke
पैरों से टकराते हैं जब झोंके सर्द हवाओं के
ab us pe chand sitare bhi rashk karte hain
अब उस पे चाँद सितारे भी रश्क करते हैं
Popular Sher & Shayari
10 totalghurur-e-tishna-dahani tiri baqa ki qasam
nadi hamare labon ki taraf uchhalti rahi
magar main zaat ke sahra men mahv-e-raqs raha
mujhe bhi koh-e-nida ki taraf bulaya gaya
pairon se Takrate hain jab jhonke sard havaon ke
haath larazne lag jaate hain chamDe ke dastanon men
ab us pe chand sitare bhi rashk karte hain
vo ik diya jo kabhi dasht men bujhaya gaya
ab us pe chaand sitaare bhi rashk karte hain
vo ik diyaa jo kabhi dasht mein bujhaayaa gayaa
tere pahlu mein zaraa der ko sustaa lungaa
tujh tak aa pahunchaa agar niind mein chaltaa huaa main
ghurur-e-tishna-dahaani tiri baqaa ki qasam
nadi hamaare labon ki taraf uchhalti rahi
magar main zaat ke sahraa mein mahv-e-raqs rahaa
mujhe bhi koh-e-nidaa ki taraf bulaayaa gayaa
pairon se Takraate hain jab jhonke sard havaaon ke
haath larazne lag jaate hain chamDe ke dastaanon mein
Ghazalग़ज़ल
mere khush rahne se us ko kuchh pareshaani na thi
मेरे ख़ुश रहने से उस को कुछ परेशानी न थी
ism ban kar tire honTon se phisaltaa huaa main
इस्म बन कर तिरे होंटों से फिसलता हुआ मैं
vahi ki jis mein ghurur-e-shahi milaayaa gayaa
वही कि जिस में ग़ुरूर-ए-शही मिलाया गया
taaza phuul sajaaein kyuun ham kamre ke gul-daanon mein
ताज़ा फूल सजाएँ क्यूँ हम कमरे के गुल-दानों में
kabhi to khvaab kabhi ratjage se baatein kiin
कभी तो ख़्वाब कभी रतजगे से बातें कीं
ye ret qais ke naqsh-e-qadam pe chalti rahi
ये रेत क़ैस के नक़्श-ए-क़दम पे चलती रही





