ishq men ye majburi to ho jaati hai
duniya ghair-zaruri to ho jaati hai

Aftab Iqbal Shamim
Aftab Iqbal Shamim
Sherशेर
See all 9 →ishq men ye majburi to ho jaati hai
इश्क़ में ये मजबूरी तो हो जाती है
kya raat ke ashob men vo khud se laDa tha
क्या रात के आशोब में वो ख़ुद से लड़ा था
lamha munsif bhi hai mujrim bhi hai majburi ka
लम्हा मुंसिफ़ भी है मुजरिम भी है मजबूरी का
phir se talif-e-dil ho phir koi
फिर से तालीफ़-ए-दिल हो फिर कोई
kaha tha kis ne ki shakh-e-nahif se phuTen
कहा था किस ने कि शाख़-ए-नहीफ़ से फूटें
khvab ke aage shikast-e-khvab ka tha samna
ख़्वाब के आगे शिकस्त-ए-ख़्वाब का था सामना
Popular Sher & Shayari
18 totalkya raat ke ashob men vo khud se laDa tha
a.ine ke chehre pe kharashen si paDi hain
lamha munsif bhi hai mujrim bhi hai majburi ka
fa.eda shak ka mujhe de ke bari kar jaa.e
phir se talif-e-dil ho phir koi
is sahife ki ru-numa.i kare
kaha tha kis ne ki shakh-e-nahif se phuTen
gunah ham se hua be-gunahiyon jaisa
khvab ke aage shikast-e-khvab ka tha samna
ye safar tha marhala-dar-marhala TuuTa hua
phir se taalif-e-dil ho phir koi
is sahife ki ru-numaai kare
ishq mein ye majburi to ho jaati hai
duniyaa ghair-zaruri to ho jaati hai
ye hijratein hain zamin o zamaan se aage ki
jo jaa chukaa hai use lauT kar nahin aanaa
dil aur duniyaa donon ko khush rakhne mein
apne-aap se duuri to ho jaati hai
kyaa raat ke aashob mein vo khud se laDaa thaa
aaine ke chehre pe kharaashein si paDi hain
lamha munsif bhi hai mujrim bhi hai majburi kaa
faaeda shak kaa mujhe de ke bari kar jaae
Ghazalग़ज़ल
dikhaai jaaegi shahr-e-shab mein sahar ki tamsil chal ke dekhein
दिखाई जाएगी शहर-ए-शब में सहर की तमसील चल के देखें
ye jo Thahraa huaa manzar hai badaltaa hi nahin
ये जो ठहरा हुआ मंज़र है बदलता ही नहीं
baat jo kahne ko thi sab se zaruri rah gai
बात जो कहने को थी सब से ज़रूरी रह गई
main apne vaaste rasta nayaa nikaaltaa huun
मैं अपने वास्ते रस्ता नया निकालता हूँ
misaal-e-sail-e-balaa na Thahre havaa na Thahre
मिसाल-ए-सैल-ए-बला न ठहरे हवा न ठहरे
rizq kaa jab naadaaron par darvaaza band huaa
रिज़्क़ का जब नादारों पर दरवाज़ा बंद हुआ





