yahi bahut the mujhe naan o aab o sham.a o gul
safar-nazhad tha asbab mukhtasar rakkha

Afzal Ahmad Syed
Afzal Ahmad Syed
Sherशेर
See all 10 →yahi bahut the mujhe naan o aab o sham.a o gul
यही बहुत थे मुझे नान ओ आब ओ शम्अ ओ गुल
kitab-e-umr se sab harf uD ga.e mere
किताब-ए-उम्र से सब हर्फ़ उड़ गए मेरे
ata usi ki hai ye shahd o shor ki taufiq
अता उसी की है ये शहद ओ शोर की तौफ़ीक़
kaman-e-shakh se gul kis hadaf ko jaate hain
कमान-ए-शाख़ से गुल किस हदफ़ को जाते हैं
is dil ko kisi dast-e-ada-sanj men rakhna
इस दिल को किसी दस्त-ए-अदा-संज में रखना
main dil ko us ki taghaful-sara se le aaya
मैं दिल को उस की तग़ाफ़ुल-सरा से ले आया
Popular Sher & Shayari
20 totalkitab-e-umr se sab harf uD ga.e mere
ki mujh asiir ko hona hai ham-kalam us ka
ata usi ki hai ye shahd o shor ki taufiq
vahi galim men ye nan-e-be-javin laaya
kaman-e-shakh se gul kis hadaf ko jaate hain
nasheb-e-khak men ja kar mujhe khayal aaya
is dil ko kisi dast-e-ada-sanj men rakhna
mumkin hai ye mizan-e-kam-o-besh jala de
main dil ko us ki taghaful-sara se le aaya
aur apne khana-e-vahshat men zer-e-dam rakha
kamaan-e-khaana-e-aflaak ke muqaabil bhi
main us se aur vo phir kaj-kulaah mujh se huaa
kamaan-e-shaakh se gul kis hadaf ko jaate hain
nasheb-e-khaak mein jaa kar mujhe khayaal aayaa
is dil ko kisi dast-e-adaa-sanj mein rakhnaa
mumkin hai ye mizaan-e-kam-o-besh jalaa de
main dil ko us ki taghaaful-saraa se le aayaa
aur apne khaana-e-vahshat mein zer-e-daam rakhaa
use ajab thaa ghurur-e-shaguft-e-rukhsaari
bahaar-e-gul ko bahut be-hunar kahaa us ne
yahi bahut the mujhe naan o aab o shama o gul
safar-nazhaad thaa asbaab mukhtasar rakkhaa
Ghazalग़ज़ल
sahaab-e-sabz na taaus-e-nilmin laayaa
सहाब-ए-सब्ज़ न ताऊस-ए-नीलमीं लाया
ye nahr-e-aab bhi us ki hai mulk-e-shaam us kaa
ये नहर-ए-आब भी उस की है मुल्क-ए-शाम उस का
huaa hai qata miraa dast-e-mojaza tujh pe
हुआ है क़त्अ मिरा दस्त-ए-मोजज़ा तुझ पे
duaa ki raakh pe marmar kaa itr-daan us kaa
दुआ की राख पे मरमर का इत्र-दाँ उस का
kuchh aur rang main tartib-e-khushk-o-tar kartaa
कुछ और रंग मैं तरतीब-ए-ख़ुश्क-ओ-तर करता
ik shaam ye saffaak o bad-andesh jalaa de
इक शाम ये सफ़्फ़ाक ओ बद-अंदेश जला दे





