abru na sanvara karo kaT ja.egi ungli
nadan ho talvar se khela nahin karte

Agha Shayar Qazalbash
Agha Shayar Qazalbash
Sherशेर
See all 16 →abru na sanvara karo kaT ja.egi ungli
अबरू न सँवारा करो कट जाएगी उँगली
milna na milna ye to muqaddar ki baat hai
मिलना न मिलना ये तो मुक़द्दर की बात है
baDe sidhe-sadhe baDe bhole-bhale
बड़े सीधे-साधे बड़े भोले-भाले
'sha.ir' ajiib rang se guzri hai apni umr
'शाइर' अजीब रंग से गुज़री है अपनी उम्र
agar koshish kare insan to kya ho nahin sakta
अगर कोशिश करे इंसान तो क्या हो नहीं सकता
lo ham bata.en ghuncha-o-gul men hai farq kya
लो हम बताएँ ग़ुंचा-ओ-गुल में है फ़र्क़ क्या
Popular Sher & Shayari
32 totalmilna na milna ye to muqaddar ki baat hai
tum khush raho raho mire pyare jahan kahin
baDe sidhe-sadhe baDe bhole-bhale
koi dekhe is vaqt chehra tumhara
'sha.ir' ajiib rang se guzri hai apni umr
duniya men naam bhi na suna khair-khvah ka
agar koshish kare insan to kya ho nahin sakta
vo be-himmat hain jo har kaam ko mushkil samajhte hain
lo ham bata.en ghuncha-o-gul men hai farq kya
ik baat hai kahi hui ik be-kahi hui
pahle is mein ik adaa thi naaz thaa andaaz thaa
ruThnaa ab to tiri aadat mein shaamil ho gayaa
milnaa na milnaa ye to muqaddar ki baat hai
tum khush raho raho mire pyaare jahaan kahin
haalat pe meri un ke bhi aansu nikal paDe
dekhaa gayaa na yaas mein aalam nigaah kaa
is liye kahte the dekhaa munh lagaane kaa maza
aaina ab aap kaa madd-e-muqaabil ho gayaa
baDe sidhe-saadhe baDe bhole-bhaale
koi dekhe is vaqt chehraa tumhaaraa
abru na sanvaaraa karo kaT jaaegi ungli
naadaan ho talvaar se khelaa nahin karte
Ghazalग़ज़ल
buton ke vaaste to din-o-imaan bech Daale hain
बुतों के वास्ते तो दीन-ओ-ईमाँ बेच डाले हैं
ye kaise baal khole aae kyuun surat bani gham ki
ये कैसे बाल खोले आए क्यूँ सूरत बनी ग़म की
kabhi saavan ki jhaDi ho kabhi bhaadon barse
कभी सावन की झड़ी हो कभी भादों बरसे
laakh laakh ehsaan jis ne dard paidaa kar diyaa
लाख लाख एहसान जिस ने दर्द पैदा कर दिया
dil sard ho gayaa hai tabiat bujhi hui
दिल सर्द हो गया है तबीअत बुझी हुई
shaair-e-rangin fasaana ho gayaa
शाइर-ए-रंगीं फ़साना हो गया





