chahiye hai mujhe inkar-e-mohabbat mire dost
lekin is men tira inkar nahin chahiye hai

Ahmad Kamran
Ahmad Kamran
Sherशेर
See all 9 →chahiye hai mujhe inkar-e-mohabbat mire dost
चाहिए है मुझे इंकार-ए-मोहब्बत मिरे दोस्त
miri vafa hai mire munh pe haath rakkhe hue
मिरी वफ़ा है मिरे मुँह पे हाथ रक्खे हुए
raas aa.egi mohabbat us ko
रास आएगी मोहब्बत उस को
tu ne ai ishq ye socha ki tira kya hoga
तू ने ऐ इश्क़ ये सोचा कि तिरा क्या होगा
paanv bandhe hain vafa se jab ne
पाँव बाँधे हैं वफ़ा से जब ने
chand peDon ko hi majnun ki dua hoti hai
चंद पेड़ों को ही मजनूँ की दुआ होती है
Popular Sher & Shayari
18 totalmiri vafa hai mire munh pe haath rakkhe hue
tu sochta hai ki kuchh bhi nahin samajhta main
raas aa.egi mohabbat us ko
jis se hote nahin va.ade puure
tu ne ai ishq ye socha ki tira kya hoga
tere sar se main agar haath uTha leta huun
paanv bandhe hain vafa se jab ne
tez-raftar dikha.i diya huun
chand peDon ko hi majnun ki dua hoti hai
sab darakhton pe to patthar nahin aaya karta
raas aaegi mohabbat us ko
jis se hote nahin vaade puure
ik pal kaa tavaqquf bhi giraan-baar hai tujh par
aur ham ki thake-haare masaafat se gurezaan
chaahiye hai mujhe inkaar-e-mohabbat mire dost
lekin is mein tiraa inkaar nahin chaahiye hai
miri vafaa hai mire munh pe haath rakkhe hue
tu sochtaa hai ki kuchh bhi nahin samajhtaa main
chand peDon ko hi majnun ki duaa hoti hai
sab darakhton pe to patthar nahin aayaa kartaa
mujh pe tasvir lagaa di gai hai
kyaa main divaar dikhaai diyaa huun
Ghazalग़ज़ल
charaagh taaq-e-tilismaat mein dikhaai diyaa
चराग़ ताक़-ए-तिलिस्मात में दिखाई दिया
daana-e-gandum-e-bedaar uThaane lagaa huun
दाना-ए-गंदुम-ए-बेदार उठाने लगा हूँ
tu ziyaada mein se baahar nahin aayaa kartaa
तू ज़ियादा में से बाहर नहीं आया करता
tumhaare hijr ko kaafi nahin samajhtaa main
तुम्हारे हिज्र को काफ़ी नहीं समझता मैं
khvaab yuun hi nahin hote puure
ख़्वाब यूँ ही नहीं होते पूरे
koi mansab koi dastaar nahin chaahiye hai
कोई मंसब कोई दस्तार नहीं चाहिए है





