"qismat ka miri haal bataoge mujhe kya mazdur ke hathon pe lakiren nahin hotin"

Ahmad Waqas Mahrwi
Ahmad Waqas Mahrwi
Sherशेर
See all 27 →qismat ka miri haal bataoge mujhe kya
क़िस्मत का मिरी हाल बताओगे मुझे क्या
raat ko taare ginta huun aur rota huun
रात को तारे गिनता हूँ और रोता हूँ
jis ki fitrat men ho bas ek khuda ki puuja
जिस की फ़ितरत में हो बस एक ख़ुदा की पूजा
koi sadi miri muntazir hai kisi sadi se guzar raha huun
कोई सदी मिरी मुंतज़िर है किसी सदी से गुज़र रहा हूँ
sakht mashaqqat vaale din bhi kaaTe hain
सख़्त मशक़्क़त वाले दिन भी काटे हैं
mire har taraf bas khuda hi khuda hain
मिरे हर तरफ़ बस ख़ुदा ही ख़ुदा हैं
Popular Sher & Shayari
54 total"raat ko taare ginta huun aur rota huun kahne ko to main bhi chhat pe sota huun"
"jis ki fitrat men ho bas ek khuda ki puuja aisi miTTi se koi but na banaya jaa.e"
"koi sadi miri muntazir hai kisi sadi se guzar raha huun main ek manzar men ji uThunga main ek manzar men mar raha huun"
"sakht mashaqqat vaale din bhi kaaTe hain khuun rulane vaali raten dekhi hain"
"mire har taraf bas khuda hi khuda hain khudaon men sahma hua aadmi huun"
qismat kaa miri haal bataaoge mujhe kyaa
mazdur ke haathon pe lakirein nahin hotin
vo jo anaa ki qaid mein ab tak hai mutmain
ab us ke lauTne kaa gumaan kis liye karein
mujhe paarsaai kaa daavaa nahin hai
farishta nahin main niraa aadmi huun
vaqt ke daaere mein rahte hue
thak chukaa huun hayaat sahte hue
mustaqbil ke khauf se sahmaa rahtaa huun
main ne buDhe peD ki aankhein dekhi hain
bun rahi hain jaal phir se makDiyaan
ek aavaara si makkhi ke liye
Ghazalग़ज़ल
asir-e-ishq huun dard-e-nihaan sone nahin detaa
असीर-ए-इश्क़ हूँ दर्द-ए-निहाँ सोने नहीं देता
ajab nahin ki zamin paanv se sarak jaae
अजब नहीं कि ज़मीं पाँव से सरक जाए
maut hai aur maut ke khadshaat hain
मौत है और मौत के ख़दशात हैं
ab koi dost to aisaa bhi banaayaa jaae
अब कोई दोस्त तो ऐसा भी बनाया जाए





