main tere hadiya-e-furqat pe kaise nazan huun
miri jabin pe tira zakhm tak hasin nahin

Akash Arsh
Akash Arsh
Sherशेर
See all 8 →main tere hadiya-e-furqat pe kaise nazan huun
मैं तेरे हदिया-ए-फुर्क़त पे कैसे नाज़ाँ हूँ
ye kaun tere siva kar saka udaas mujhe
ये कौन तेरे सिवा कर सका उदास मुझे
sukhan-abad men sauda.iyon ki dhuum sahi
सुख़नाबाद में सौदाइयों की धूम सही
baiTha hua huun lag ke dariche se mahv-e-yas
बैठा हुआ हूँ लग के दरीचे से महव-ए-यास
sab apni zaat men ik anjuman ke mujrim hain
सब अपनी ज़ात में इक अंजुमन के मुजरिम हैं
har ek samt tiri yaad ka dhundalka hai
हर एक सम्त तिरी याद का धुँदलका है
Popular Sher & Shayari
16 totalye kaun tere siva kar saka udaas mujhe
tire khayal ne chheDi thi guftugu kis ki
sukhan-abad men sauda.iyon ki dhuum sahi
'mir'-ji she'r ke fan men mire ustad raho
baiTha hua huun lag ke dariche se mahv-e-yas
ye shaam aaj mere barabar udaas hai
sab apni zaat men ik anjuman ke mujrim hain
kisi vajud men kuchh fard jaisa hai hi nahin
har ek samt tiri yaad ka dhundalka hai
tire khayal ka suraj utar gaya mujh men
sukhan-aabad mein saudaaiyon ki dhuum sahi
'mir'-ji she'r ke fan mein mire ustaad raho
sab apni zaat mein ik anjuman ke mujrim hain
kisi vajud mein kuchh fard jaisaa hai hi nahin
kisi parind ki chikhon ne sang-baari ki
sukut-e-shaam kaa shisha bikhar gayaa mujh mein
har ek samt tiri yaad kaa dhundalkaa hai
tire khayaal kaa suraj utar gayaa mujh mein
main khud ko dekhtaa huun aur bhi hiqaarat se
jab apnaa martaba taslim karne lagtaa huun
ye kaun tere sivaa kar sakaa udaas mujhe
tire khayaal ne chheDi thi guftugu kis ki
Ghazalग़ज़ल
duniyaa mein gar-che kaam hamein dil-lagi kaa hai
दुनिया में गर-चे काम हमें दिल-लगी का है
jaise main har ik shahr hi se shahr-badar thaa
जैसे मैं हर इक शहर ही से शहर-बदर था
'ajab hujum savaalon kaa raundtaa hai mujhe
'अजब हुजूम सवालों का रौंदता है मुझे
tahi-umid mujhe roknaa hai khu kis ki
तही-उमीद मुझे रोकना है ख़ू किस की
junun mein 'aql ki tanzim karne lagtaa huun
जुनूँ में 'अक़्ल की तंज़ीम करने लगता हूँ
shorish-e-dauraan zindaabaad
शोरिश-ए-दौराँ ज़िंदाबाद





