sub.h-savera daftar biivi bachche mahfil ninden raat
yaar kisi ko mushkil bhi hoti hai is asani par

Akhilesh Tiwari
Akhilesh Tiwari
Sherशेर
See all 13 →sub.h-savera daftar biivi bachche mahfil ninden raat
सुब्ह-सवेरा दफ़्तर बीवी बच्चे महफ़िल नींदें रात
hansna rona paana khona marna jiina paani par
हँसना रोना पाना खोना मरना जीना पानी पर
har-dam badan ki qaid ka rona fuzul hai
हर-दम बदन की क़ैद का रोना फ़ुज़ूल है
aql valon men hai guzar mera
अक़्ल वालों में है गुज़र मेरा
to kya palaT ke vahi din phir aane vaale hain
तो क्या पलट के वही दिन फिर आने वाले हैं
khayal aaya hamen bhi khuda ki rahmat ka
ख़याल आया हमें भी ख़ुदा की रहमत का
Popular Sher & Shayari
26 totalhansna rona paana khona marna jiina paani par
paDhiye to kya kya likkha hai dariya ki peshani par
har-dam badan ki qaid ka rona fuzul hai
mausam sada.en de to bikhar jaana chahiye
aql valon men hai guzar mera
meri divangi sambhal mujhe
to kya palaT ke vahi din phir aane vaale hain
ka.i dinon se hai dil be-qarar pahle sa
khayal aaya hamen bhi khuda ki rahmat ka
suna.i jab bhi paDi hai azaan pinjre men
subh-saveraa daftar biivi bachche mahfil nindein raat
yaar kisi ko mushkil bhi hoti hai is aasaani par
phislan ye kinaaron pa ye Thahraav nadi kaa
sab saaf ishaare hain ki gahraai bahut hai
hansnaa ronaa paanaa khonaa marnaa jiinaa paani par
paDhiye to kyaa kyaa likkhaa hai dariyaa ki peshaani par
khayaal aayaa hamein bhi khudaa ki rahmat kaa
sunaai jab bhi paDi hai azaan pinjre mein
har-dam badan ki qaid kaa ronaa fuzul hai
mausam sadaaein de to bikhar jaanaa chaahiye
be-sabab kuchh bhi nahin hotaa hai yaa yuun kahiye
aag lagti hai kahin par to dhuaan hotaa hai
Ghazalग़ज़ल
ghar ko bhi ghar kar na paae aur na viraani mili
घर को भी घर कर न पाए और न वीरानी मिली
kab tak ghuT kar jiite rahte sachchaai ke maare khvaab
कब तक घुट कर जीते रहते सच्चाई के मारे ख़्वाब
raushni tez hui koi sitaaraa TuuTaa
रौशनी तेज़ हुई कोई सितारा टूटा
jin se Darte the maraasim un hadon tak aa gae
जिन से डरते थे मरासिम उन हदों तक आ गए
joD kar rakkhi hui sab paai paai le uDi
जोड़ कर रक्खी हुई सब पाई पाई ले उड़ी
hai to pagDanDi nazar mein mo'tabar alfaaz ki
है तो पगडंडी नज़र में मो'तबर अल्फ़ाज़ की





