ek hi anjam hai ai dost husn o ishq ka
sham.a bhi bujhti hai parvanon ke jal jaane ke ba.ad

Akhtar Muslimi
Akhtar Muslimi
Sherशेर
See all 24 →ek hi anjam hai ai dost husn o ishq ka
एक ही अंजाम है ऐ दोस्त हुस्न ओ इश्क़ का
fareb-khurda hai itna ki mere dil ko abhi
फ़रेब-ख़ुर्दा है इतना कि मेरे दिल को अभी
iqrar-e-mohabbat to baDi baat hai lekin
इक़रार-ए-मोहब्बत तो बड़ी बात है लेकिन
mere kirdar men muzmar hai tumhara kirdar
मेरे किरदार में मुज़्मर है तुम्हारा किरदार
mire dil pe haath rakh kar mujhe dene vaale taskin
मिरे दिल पे हाथ रख कर मुझे देने वाले तस्कीं
mujh ko manzur nahin ishq ko rusva karna
मुझ को मंज़ूर नहीं इश्क़ को रुस्वा करना
Popular Sher & Shayari
48 totalfareb-khurda hai itna ki mere dil ko abhi
tum aa chuke ho magar intizar baaqi hai
iqrar-e-mohabbat to baDi baat hai lekin
inkar-e-mohabbat ki ada aur hi kuchh hai
mere kirdar men muzmar hai tumhara kirdar
dekh kar kyuun miri tasvir khafa ho tum log
mire dil pe haath rakh kar mujhe dene vaale taskin
kahin dil ki dhaDkanon se tujhe choT aa na jaa.e
mujh ko manzur nahin ishq ko rusva karna
hai jigar chaak magar lab pe hansi hai ai dost
dehaat ke basne vaale to ikhlaas ke paikar hote hain
ai kaash nai tahzib ki rau shahron se na aati gaanv mein
mire dil pe haath rakh kar mujhe dene vaale taskin
kahin dil ki dhaDkanon se tujhe choT aa na jaae
ek hi anjaam hai ai dost husn o ishq kaa
shama bhi bujhti hai parvaanon ke jal jaane ke baad
fareb-khurda hai itnaa ki mere dil ko abhi
tum aa chuke ho magar intizaar baaqi hai
mere kirdaar mein muzmar hai tumhaaraa kirdaar
dekh kar kyuun miri tasvir khafaa ho tum log
di us ne mujh ko jurm-e-mohabbat ki vo sazaa
kuchh be-qusur log sazaa maangne lage
Ghazalग़ज़ल
naale mire jab tak mire kaam aate raheinge
नाले मिरे जब तक मिरे काम आते रहेंगे
aansuon ke tufaan mein bijliyaan dabi rakhnaa
आँसुओं के तूफ़ाँ में बिजलियाँ दबी रखना
maail-e-lutf hai aamaada-e-be-daad bhi hai
माइल-ए-लुत्फ़ है आमादा-ए-बे-दाद भी है
tum apni zabaan khaali kar ke ai nukta-varo pachhtaaoge
तुम अपनी ज़बाँ ख़ाली कर के ऐ नुक्ता-वरो पछताओगे
shikva is kaa to nahin hai jo karam chhoD diyaa
शिकवा इस का तो नहीं है जो करम छोड़ दिया
kahaan jaaein chhoD ke ham use koi aur us ke sivaa bhi hai
कहाँ जाएँ छोड़ के हम उसे कोई और उस के सिवा भी है





