tu kahani hi ke parde men bhali lagti hai
zindagi teri haqiqat nahin dekhi jaati

Akhtar Saeed Khan
Akhtar Saeed Khan
Sherशेर
See all 28 →tu kahani hi ke parde men bhali lagti hai
तू कहानी ही के पर्दे में भली लगती है
dushman-e-jan hi sahi saath to ik umr ka hai
दुश्मन-ए-जाँ ही सही साथ तो इक उम्र का है
main safar men huun magar samt-e-safar koi nahin
मैं सफ़र में हूँ मगर सम्त-ए-सफ़र कोई नहीं
ye be-sabab nahin aa.e hain aankh men aansu
ये बे-सबब नहीं आए हैं आँख में आँसू
har mauj gale lag ke ye kahti hai Thahar jaao
हर मौज गले लग के ये कहती है ठहर जाओ
zindagi kya hue vo apne zamane vaale
ज़िंदगी क्या हुए वो अपने ज़माने वाले
Popular Sher & Shayari
56 totaldushman-e-jan hi sahi saath to ik umr ka hai
dil se ab dard ki rukhsat nahin dekhi jaati
main safar men huun magar samt-e-safar koi nahin
kya main khud apna hi naqsh-e-kaf-e-pa huun kya huun
ye be-sabab nahin aa.e hain aankh men aansu
khushi ka lamha koi yaad aa gaya hoga
har mauj gale lag ke ye kahti hai Thahar jaao
dariya ka ishara hai ki ham paar utar jaa.en
zindagi kya hue vo apne zamane vaale
yaad aate hain bahut dil ko dukhane vaale
band rakkhoge dariche dil ke yaaro kab talak
koi dastak de rahaa hai uTh ke dekho to sahi
kis ko fursat thi ki 'akhtar' dekhtaa meri taraf
main jahaan jis bazm mein jab tak rahaa tanhaa rahaa
charaagh le ke use DhunDne chalaa huun main
jo aaftaab ki maanind ik ujaalaa hai
kaun jiine ke liye martaa rahe
lo sambhaalo apni duniyaa ham chale
bahut qarib rahi hai ye zindagi ham se
bahut aziiz sahi e'tibaar kuchh bhi nahin
tu kahaani hi ke parde mein bhali lagti hai
zindagi teri haqiqat nahin dekhi jaati
Ghazalग़ज़ल
balaa-e-tira-shabi kaa javaab le aae
बला-ए-तीरा-शबी का जवाब ले आए
na aap aae na bedaad-e-intizaar gai
न आप आए न बेदाद-ए-इंतिज़ार गई
mauj-e-shamim hain na khiraam-e-sabaa hain ham
मौज-ए-शमीम हैं न ख़िराम-ए-सबा हैं हम
didani hai zakhm-e-dil aur aap se parda bhi kyaa
दीदनी है ज़ख़्म-ए-दिल और आप से पर्दा भी क्या
main ne maanaa ek na ik din lauT ke tu aa jaaegaa
मैं ने माना एक न इक दिन लौट के तू आ जाएगा
nairangi-e-nashaat-e-tamannaa ajiib hai
नैरंगी-ए-नशात-ए-तमन्ना अजीब है





