abhi tahzib ka nauha na likhna
abhi kuchh log urdu bolte hain

Akhtar Shahjahanpuri
Akhtar Shahjahanpuri
Sherशेर
See all 20 →abhi tahzib ka nauha na likhna
अभी तहज़ीब का नौहा न लिखना
ye mo.ajiza hamare hi tarz-e-bayan ka tha
ये मो'जिज़ा हमारे ही तर्ज़-ए-बयाँ का था
apnon se jang hai to bhale haar ja.un main
अपनों से जंग है तो भले हार जाऊँ मैं
koi manzar nahin barsat ke mausam men bhi
कोई मंज़र नहीं बरसात के मौसम में भी
vo jugnu ho sitara ho ki aansu
वो जुगनू हो सितारा हो कि आँसू
ranj-o-gham Thokaren mayusi ghuTan be-zari
रंज-ओ-ग़म ठोकरें मायूसी घुटन बे-ज़ारी
Popular Sher & Shayari
40 totalye mo.ajiza hamare hi tarz-e-bayan ka tha
us ne vo sun liya tha jo ham ne kaha na tha
apnon se jang hai to bhale haar ja.un main
lekin main apne saath sipahi na la.unga
koi manzar nahin barsat ke mausam men bhi
us ki zulfon se phisalti hui dhupon jaisa
vo jugnu ho sitara ho ki aansu
andhere men sabhi mahtab se hain
ranj-o-gham Thokaren mayusi ghuTan be-zari
mere khvabon ki ye ta.abir bhi ho sakti hai
dilon mein karb baDhtaa jaa rahaa hai
magar chehre abhi shaadaab se hain
abhi tahzib kaa nauha na likhnaa
abhi kuchh log urdu bolte hain
ye moajiza hamaare hi tarz-e-bayaan kaa thaa
us ne vo sun liyaa thaa jo ham ne kahaa na thaa
apnon se jang hai to bhale haar jaaun main
lekin main apne saath sipaahi na laaungaa
koi manzar nahin barsaat ke mausam mein bhi
us ki zulfon se phisalti hui dhupon jaisaa
ranj-o-gham sahne ki aadat ho gai hai
zinda rahne ke saliqe de gayaa vo
Ghazalग़ज़ल
haath jab mausam ke giile ho gae hain
हाथ जब मौसम के गीले हो गए हैं
jo palkon par miri Thahraa huaa hai
जो पलकों पर मिरी ठहरा हुआ है
jo zehn-o-dil ke zahrile bahut hain
जो ज़ेहन-ओ-दिल के ज़हरीले बहुत हैं
udaasi muqaddar hai barsaat mein
उदासी मुक़द्दर है बरसात में
dil bahalne ke vasile de gayaa vo
दिल बहलने के वसीले दे गया वो
jo faqat shokhi-e-tahrir bhi ho sakti hai
जो फ़क़त शोख़ी-ए-तहरीर भी हो सकती है





