Sher
lafz likhna hai to phir kaghaz ki niyyat se na Dar
is qadar iz.har ki be-ma.anaviyyat se na Dar

Akhtar Shaikh
lafz likhna hai to phir kaghaz ki niyyat se na Dar
is qadar iz.har ki be-ma.anaviyyat se na Dar
paDosi piTte hain jab dariche aur darvaze
main Thumri chheD deta huun tarana chhoD deta huun
lafz likhnaa hai to phir kaaghaz ki niyyat se na Dar
is qadar izhaar ki be-maanaviyyat se na Dar
paDosi piTte hain jab dariche aur darvaaze
main Thumri chheD detaa huun taraanaa chhoD detaa huun
badan ko chaak anaa ko burida kyaa karnaa
बदन को चाक अना को बुरीदा क्या करना
iraadon kaa badan koi bhi paainda nahin rakhtaa
इरादों का बदन कोई भी पाइंदा नहीं रखता
pyaas ke phuul khilein gham ki tamaazat jaage
प्यास के फूल खिलें ग़म की तमाज़त जागे
shoala huun phir bhi barf ke ik pairahan mein huun
शो'ला हूँ फिर भी बर्फ़ के इक पैरहन में हूँ
lafz likhnaa hai to phir kaaghaz ki niyyat se na Dar
लफ़्ज़ लिखना है तो फिर काग़ज़ की निय्यत से न डर
be-hisi ki dhuul mein behis aTe rah jaaeinge
बे-हिसी की धूल में बेहिस अटे रह जाएँगे