na.i naslon ke hathon men bhi tabinda rahega
main mil ja.unga miTTi men qalam zinda rahega

Alok Yadav
Alok Yadav
Sherशेर
See all 13 →na.i naslon ke hathon men bhi tabinda rahega
नई नस्लों के हाथों में भी ताबिंदा रहेगा
pyaar ka donon pe akhir jurm sabit ho gaya
प्यार का दोनों पे आख़िर जुर्म साबित हो गया
dhava bolega bahut jald khizan ka lashkar
धावा बोलेगा बहुत जल्द ख़िज़ाँ का लश्कर
mujh ko jannat ke nazare bhi nahin jachte hain
मुझ को जन्नत के नज़ारे भी नहीं जचते हैं
sun raha huun ki vo a.enge hansane mujh ko
सुन रहा हूँ कि वो आएँगे हँसाने मुझ को
dilkashi thi unsiyat thi ya mohabbat ya junun
दिलकशी थी उन्सियत थी या मोहब्बत या जुनून
Popular Sher & Shayari
26 totalpyaar ka donon pe akhir jurm sabit ho gaya
ye farishte aaj jannat se nikale ja.enge
dhava bolega bahut jald khizan ka lashkar
shakh ko neza karun phuul ko talvar karun
mujh ko jannat ke nazare bhi nahin jachte hain
shahr-e-janan hi tasavvur men basa hai sahab
sun raha huun ki vo a.enge hansane mujh ko
ansuo tum bhi zara rang jama.e rakhna
dilkashi thi unsiyat thi ya mohabbat ya junun
sab marahil tujh se jo mansub the achchhe lage
mire liye hain musibat ye aaina-khaane
yahaan zamir miraa be-naqaab rahtaa hai
dilkashi thi unsiyat thi yaa mohabbat yaa junun
sab maraahil tujh se jo mansub the achchhe lage
nai naslon ke haathon mein bhi taabinda rahegaa
main mil jaaungaa miTTi mein qalam zinda rahegaa
pyaar kaa donon pe aakhir jurm saabit ho gayaa
ye farishte aaj jannat se nikaale jaaeinge
vaaiz safar to meraa bhi thaa ruuh ki taraf
par kyaa karun ki raah mein ye jism aa paDaa
annyaae ne bhar di hai bahut aag dilon mein
lanka hi kahin is mein jo jal jaae to achchhaa
Ghazalग़ज़ल
baaz khat pur-asar bhi hote hain
बाज़ ख़त पुर-असर भी होते हैं
siyaasi raah mein andesha-e-laghzish bahut hai
सियासी राह में अंदेशा-ए-लग़्ज़िश बहुत है
ye raaste ye nazaare bahaar kaa aalam
ये रास्ते ये नज़ारे बहार का आलम
ik zaraa si chaah mein jis roz bik jaataa huun main
इक ज़रा सी चाह में जिस रोज़ बिक जाता हूँ मैं
har ek zehn mein saaraa hisaab rahtaa hai
हर एक ज़ेहन में सारा हिसाब रहता है
bahaaron ke nae mausam bulaate rah gae
बहारों के नए मौसम बुलाते रह गए





