Sher
tamam shahr gale lag gaya to kya hasil
vo ham ko munh jo laga.e to eid ho jaa.e

Ameen Tirmizi
tamam shahr gale lag gaya to kya hasil
तमाम शहर गले लग गया तो क्या हासिल
sar-ba-kaf khud hi main maqtal men chala aaya huun
सर-ब-कफ़ ख़ुद ही मैं मक़्तल में चला आया हूँ
tarkash-o-dam ki hajat hi nahin hai tum ko
तरकश-ओ-दाम की हाजत ही नहीं है तुम को
jab tira qamat-e-sho.ala-numa pahuncha sar-e-bazm
जब तिरा क़ामत-ए-शो'ला-नुमा पहुँचा सर-ए-बज़्म
zhala-bari se khauf aata hai
ज़ाला-बारी से ख़ौफ़ आता है
tum se kaha tha baam pe mat jaana aaj shaam
तुम से कहा था बाम पे मत जाना आज शाम
tamam shahr gale lag gaya to kya hasil
vo ham ko munh jo laga.e to eid ho jaa.e
sar-ba-kaf khud hi main maqtal men chala aaya huun
log kahte hain ki vo shokh hai shamshir-ba-kaf
tarkash-o-dam ki hajat hi nahin hai tum ko
tum ho sayyad to khud said hai fitrak-ba-kaf
jab tira qamat-e-sho.ala-numa pahuncha sar-e-bazm
saare hi shaikh khaDe ho ga.e iman-ba-kaf
zhala-bari se khauf aata hai
un ki aamad kahin na Tal jaa.e
tum se kaha tha baam pe mat jaana aaj shaam
dekha naan saare shahr ki to eid ho ga.i
main ye aankhein bhi tiri nazr to kar duun lekin
teri tasvir inhein dekhti rahti hai bahut
tamaam shahr gale lag gayaa to kyaa haasil
vo ham ko munh jo lagaae to eid ho jaae
zhaala-baari se khauf aataa hai
un ki aamad kahin na Tal jaae
tum se kahaa thaa baam pe mat jaanaa aaj shaam
dekhaa naan saare shahr ki to eid ho gai
main jab jab bhi kisi kaaghaz pe teraa naam likhtaa huun
chamak tahrir se aur mahak kaaghaz se aati hai
sar-ba-kaf khud hi main maqtal mein chalaa aaya huun
log kahte hain ki vo shokh hai shamshir-ba-kaf