naam tera bhi rahega na sitamgar baaqi
jab hai fir.aun na changez ka lashkar baaqi

Anees Ansari
Anees Ansari
Sherशेर
See all 16 →naam tera bhi rahega na sitamgar baaqi
नाम तेरा भी रहेगा न सितमगर बाक़ी
jo parinde uD nahin sakte ab un ki khair ho
जो परिंदे उड़ नहीं सकते अब उन की ख़ैर हो
baDa azar-e-jan hai vo agarche mehrban hai vo
बड़ा आज़ार-ए-जाँ है वो अगरचे मेहरबाँ है वो
hijr ke chhoTe gaanv se ham ne shahr-e-vasl ko hijrat ki
हिज्र के छोटे गाँव से हम ने शहर-ए-वस्ल को हिजरत की
tum ko bhi pahchan nahin hai shayad meri uljhan ki
तुम को भी पहचान नहीं है शायद मेरी उलझन की
main ne ankhon men jala rakha hai azadi ka tel
मैं ने आँखों में जला रखा है आज़ादी का तेल
Popular Sher & Shayari
32 totaljo parinde uD nahin sakte ab un ki khair ho
aane vaala hai isi janib shikari haa.e haa.e
baDa azar-e-jan hai vo agarche mehrban hai vo
agarche mehrban hai vo baDa azar-e-jan hai vo
hijr ke chhoTe gaanv se ham ne shahr-e-vasl ko hijrat ki
shahr-e-vasl ne niind uDa kar khvabon ko pamal kiya
tum ko bhi pahchan nahin hai shayad meri uljhan ki
lekin ham milte rahte to achchha hi rahta janam
main ne ankhon men jala rakha hai azadi ka tel
mat andheron se Dara rakh ki main jo huun so huun
main ne aankhon mein jalaa rakhaa hai aazaadi kaa tel
mat andheron se Daraa rakh ki main jo huun so huun
naam teraa bhi rahegaa na sitamgar baaqi
jab hai firaun na changez kaa lashkar baaqi
tiri mahfil mein sab baiThe hain aa kar
hamaaraa baiThnaa dushvaar kyuun hai
jo parinde uD nahin sakte ab un ki khair ho
aane vaalaa hai isi jaanib shikaari haae haae
baDaa aazaar-e-jaan hai vo agarche mehrbaan hai vo
agarche mehrbaan hai vo baDaa aazaar-e-jaan hai vo
tiri aankhon ne dhoyaa hai mujhe yuun
main bilkul saaf-suthraa ho gayaa huun
Ghazalग़ज़ल
jahaan dar thaa vahaan divaar kyuun hai
जहाँ दर था वहाँ दीवार क्यूँ है
tumhaare shahr mein itne makaan gire kaise
तुम्हारे शहर में इतने मकाँ गिरे कैसे
miraa har tiir nishaane pe na pahunchaa aakhir
मिरा हर तीर निशाने पे न पहुँचा आख़िर
is shahr ke log ajiib se hain ab sab hi tumhaare asiir hue
इस शहर के लोग अजीब से हैं अब सब ही तुम्हारे असीर हुए
baDaa aazaar-e-jaan hai vo agarche mehrbaan hai vo
बड़ा आज़ार-ए-जाँ है वो अगरचे मेहरबाँ है वो
naam teraa bhi rahegaa na sitamgar baaqi
नाम तेरा भी रहेगा न सितमगर बाक़ी





