zulmaton men raushni ki justuju karte raho
zindagi bhar zindagi ki justuju karte raho

Anwar Sabri
Anwar Sabri
Sherशेर
See all 31 →zulmaton men raushni ki justuju karte raho
ज़ुल्मतों में रौशनी की जुस्तुजू करते रहो
uf vo masum o haya-rez nigahen jin par
उफ़ वो मासूम ओ हया-रेज़ निगाहें जिन पर
tamam umr qafas men guzar di ham ne
तमाम उम्र क़फ़स में गुज़ार दी हम ने
aap karte jo ehtiram-e-butan
आप करते जो एहतिराम-ए-बुताँ
mumkin hai mire baad bhula den mujhe lekin
मुमकिन है मिरे बाद भुला दें मुझे लेकिन
meri nigah-e-fikr men 'anvar'
मेरी निगाह-ए-फ़िक्र में 'अनवर'
Popular Sher & Shayari
62 totaluf vo masum o haya-rez nigahen jin par
qatl ke baad bhi ilzam nahin aata hai
tamam umr qafas men guzar di ham ne
khabar nahin ki nasheman ki zindagi kya hai
aap karte jo ehtiram-e-butan
but-kade khud khuda khuda karte
mumkin hai mire baad bhula den mujhe lekin
ta umr unhen meri vafa yaad rahegi
meri nigah-e-fikr men 'anvar'
ishq fasana husn hai uryan
zulmaton mein raushni ki justuju karte raho
zindagi bhar zindagi ki justuju karte raho
uf vo maasum o hayaa-rez nigaahein jin par
qatl ke baad bhi ilzaam nahin aataa hai
main jo royaa un ki aankhon mein bhi aansu aa gae
husn ki fitrat mein shaamil hai mohabbat kaa mizaaj
tamaam umr qafas mein guzaar di ham ne
khabar nahin ki nasheman ki zindagi kyaa hai
vaqt jab karvaTein badaltaa hai
fitna-e-hashr saath chaltaa hai
meri nigaah-e-fikr mein 'anvar'
ishq fasaana husn hai uryaan
Ghazalग़ज़ल
ataa-e-gham pe bhi khush huun miri khushi kyaa hai
अता-ए-ग़म पे भी ख़ुश हूँ मिरी ख़ुशी क्या है
ishq mein gham ke sivaa koi khushi dekhi nahin
इश्क़ में ग़म के सिवा कोई ख़ुशी देखी नहीं
daur-e-haazir ho gayaa hai is qadar kam-aashnaa
दौर-ए-हाज़िर हो गया है इस क़दर कम-आश्ना
inqilaab-e-sahar-o-shaam ilaahi tauba
इंक़िलाब-ए-सहर-ओ-शाम इलाही तौबा
na tanhaa nastarin o nastaran se ishq hai mujh ko
न तन्हा नस्तरीन ओ नस्तरन से इश्क़ है मुझ को
lab pe kaanTon ke hai fariyaad-o-bukaa mere baad
लब पे काँटों के है फ़रियाद-ओ-बुका मेरे बाद





