mire ashkon pe hai shabnam ka guman tum ko magar
aag lag jaa.e na daman ko bacha.e rakhna

Asar Bahraichi
Asar Bahraichi
poet
3Sher
3Shayari
7Ghazal
Sherशेर
Popular Sher & Shayari
6 totalSher
Sher
tira gham tiri mohabbat hai jabin-e-dil ka markaz
mira zauq-e-sajda-rezi abhi dar badar nahin hai
Sher
varaq varaq hai pareshan faza men phulon ka
saza mili hai zara der muskurane ki
Shayari
mire ashkon pe hai shabnam kaa gumaan tum ko magar
aag lag jaae na daaman ko bachaae rakhnaa
Shayari
varaq varaq hai pareshaan fazaa mein phulon kaa
sazaa mili hai zaraa der muskuraane ki
Shayari
tiraa gham tiri mohabbat hai jabin-e-dil kaa markaz
miraa zauq-e-sajda-rezi abhi dar badar nahin hai
Ghazalग़ज़ल
ग़ज़ल · Ghazal
'ishq naakaam-e-tamannaa jaan mahrum-e-sukun
'इश्क़ नाकाम-ए-तमन्ना जान महरूम-ए-सुकूँ
ग़ज़ल · Ghazal
be-khabar raahon se ham naa-aashnaa manzil se ham
बे-ख़बर राहों से हम ना-आश्ना मंज़िल से हम
ग़ज़ल · Ghazal
raahon se bhi naa-vaaqif manzil se bhi begaana
राहों से भी ना-वाक़िफ़ मंज़िल से भी बेगाना
ग़ज़ल · Ghazal
na labon pe aah laate to kuchh aur baat hoti
न लबों पे आह लाते तो कुछ और बात होती
ग़ज़ल · Ghazal
baar-e-alam dilon pe uThaae hue hain log
बार-ए-अलम दिलों पे उठाए हुए हैं लोग
ग़ज़ल · Ghazal
jin par tiri nigaah paDi vo sanvar gae
जिन पर तिरी निगाह पड़ी वो सँवर गए





