eid ka din hai so kamre men paDa huun 'aslam'
apne darvaze ko bahar se muqaffal kar ke

Aslam Kolsarii
Aslam Kolsarii
Sherशेर
See all 9 →eid ka din hai so kamre men paDa huun 'aslam'
ईद का दिन है सो कमरे में पड़ा हूँ 'असलम'
kanTe se bhi nichoD li ghairon ne bu-e-gul
काँटे से भी निचोड़ ली ग़ैरों ने बू-ए-गुल
qarib aa ke bhi ik shakhs ho saka na mira
क़रीब आ के भी इक शख़्स हो सका न मिरा
jaane kis lamha-e-vahshi ki talab hai ki falak
जाने किस लम्हा-ए-वहशी की तलब है कि फ़लक
jab main us ke gaanv se bahar nikla tha
जब मैं उस के गाँव से बाहर निकला था
'aslam' baDe vaqar se degre vasul ki
'असलम' बड़े वक़ार से डिग्री वसूल की
Popular Sher & Shayari
18 totalkanTe se bhi nichoD li ghairon ne bu-e-gul
yaron ne bu-e-gul se bhi kanTa bana diya
qarib aa ke bhi ik shakhs ho saka na mira
yahi hai meri haqiqat yahi fasana mira
jaane kis lamha-e-vahshi ki talab hai ki falak
dekhna chahe mire shahr ko jangal kar ke
jab main us ke gaanv se bahar nikla tha
har raste ne mera rasta roka tha
'aslam' baDe vaqar se degre vasul ki
aur is ke baa'd shahr men khvancha laga liya
'aslam' baDe vaqaar se degrē vasul ki
aur is ke baa'd shahr mein khvaancha lagaa liyaa
kaanTe se bhi nichoD li ghairon ne bu-e-gul
yaaron ne bu-e-gul se bhi kaanTaa banaa diyaa
shahr mein aa kar paDhne vaale bhuul gae
kis ki maan ne kitnaa zevar bechaa thaa
eid kaa din hai so kamre mein paDaa huun 'aslam'
apne darvaaze ko baahar se muqaffal kar ke
hamaari jiit hui hai ki donon haare hain
bichhaD ke ham ne kai raat din guzaare hain
qarib aa ke bhi ik shakhs ho sakaa na miraa
yahi hai meri haqiqat yahi fasaana miraa
Ghazalग़ज़ल
har-chand be-navaa hai kore ghaDe kaa paani
हर-चंद बे-नवा है कोरे घड़े का पानी
soch ki uljhi hui jhaaDi ki jaanib jo gai
सोच की उलझी हुई झाड़ी की जानिब जो गई
zalzale kaa khauf taari hai dar-o-divaar par
ज़लज़ले का ख़ौफ़ तारी है दर-ओ-दीवार पर
hamaari jiit hui hai ki donon haare hain
हमारी जीत हुई है कि दोनों हारे हैं
yaar ko dida-e-khun-baar se ojhal kar ke
यार को दीदा-ए-ख़ूँ-बार से ओझल कर के
nazar ko vaqf-e-hairat kar diyaa hai
नज़र को वक़्फ़-ए-हैरत कर दिया है





